khan bhai aap ko kya hogaya hain kyu hindu ko gali de rahey ho yeh jo aap nae likha hain is ki waja se woh log Hazrat Muhammad (S.A.W) ko galiya de rahey ho kyu moh lagh rahey ho in ke ache muslim ho tu ache muslim raho bhai mere kya kar rahey ho tumarein waja se Yeh log Hazrat Muhammad ko gali de rahey hain bhai mere tum in ko kuch bolo gay yeh log galat boley gay musalman ke liye kyu apni zaban gandi kar rahey ho bhai mere humara kaam hain logo ko musalman banana muhabbat se jo log galat raaste per hain on ko sahi raaste per laana agar aise kaam karo gay tu bhai mere koi muslim ki izzat nahi kre ga tum khud sahi raaste per aao phir dosro ko sahi raaste per laane ki koshish karo bhai mere agar muslim ho tu sorry karo in se aur bhai jan yeh topic khatam karo bhaiyo dekho yeh jaisa bhi hain agar aap mein se koi samajh dar hain tu please yeh topic khatam karo apna chill karo apna nick change karo aur khush raho apne gharo per ghar walo ko bhi khush rakho bas itna he aap logo se kehna hain meri yeh baat maan lou
aliraza123